Wednesday, December 16, 2009

Hadees

“Insan Apnay Qadmoun Ki Nisbat Apni

Zuban Sa Zyada Buri Tarah Phislata Hai

(AL HADEES)

Hr Shaks Apni Zuban K

Nicha Chupa Hota Ha

(HAZRAT ALI MURTAZA)

Irshad-e-Rabbani

Irshad-e-Rabbani Hai :

“Aur (Runj-o-Takleef Main) Sabar Aur
Namaz Se Madad Lia Karo Aur Beshak
Namaz Giraan (Mushkil) Hai Magar
Un Logo’n Par (Mushkil Nahi) Jo Ajz Kerne
Wale Hyn …”

[Surah-Albaqra : 45]

Stop Doing Everything During The Azaan

The Holy Prophet [S.A.W] Said :

“Stop Doing Everything During The Azaan.
Even Reading The Quran, The Person Who
Talks During The Azaan Will Not Be Able To
Say The Kalma-e-Shahadat On his/Her Death
Bed … ”

Try To Pass This Msg To More Muslims [If U Can]

Hum Wo Na Karein Jo Tu Nahi Chahta

Ae Allah, Hum Wo To Na Kar Sake Jo Tu Chahta Hai,
Kam Se Kam Hamein Yeh Tufeeq Ata Ferma
K Hum Wo Na Karein Jo Tu Nahi Chahta.
(Ameen)

Hazrat Ali ne farmaya

Tum Acha Kro Aur Zamana Tum Ko
Bura Samjhe Ye Tumhare Haq Main Behtar Hay Bjaye Is K

Tum Boora Karo Aur Zamana Tum Ko Acha Samjhe

(HAZRAT ALI )

Apni Kismat pe wohee shaks rota hai

Apni Kismat pe wohee shaks rota hai..
Jisse SAJDON mein rony ki addat na ho.!!!
Hazrat Ali (R.T.A)

Paisy Heeray Moti

jitney marzi ikathey kr lo
?
?
?
?
?
?
?
?
paisy heeray moti
?
?
?
?
?
?
?
?
per itna zaroor yad rakh na
?
?
?
?
?
?
?
k kafan per jaib nahi hoti

Advertiser